FARZ(I)
Ek apne watan keliye, dooja kilaf
Ek apni mitti keliye, dooja beinsaaf
Farz se farzi tak bus 'i'maan ki doori hai
Tootte jab zindagi ke kayde, isko boolna insaan ki majboori hai
Ek ruhani hai, dooja beimani
watan ke nam ho ya insaniyat ke,
apne andar marne se zyada zindagi ko chun-na, ye farz hai nahito farzi hai...
No comments:
Post a Comment